Most Motivational Bollywood dialogues

Bollywood provide us various type of good movie, from that some of the movie inspire us. Bollywood movies almost always have a lesson for us and a good Bollywood flick will always leave you inspired. Here is a compilation of some dialogues.

Kabhi khushi Kabhi gham

Shahrukh Khan Agar zindagi mein kuchh hasil karna ho, kuchh jeetna ho, to hamesha apni dil ki suno .aur phir bi koi jawab na mile to ankhein bandh karke apne maa aur papa ka naam lo..phir dekhna har mushkil asaan ho jaayegi..aur jeet sirf tumhari hogi…sirf tumhari…!!!”

3 Idiots

Aamir khan“Success ke peeche maat bhago…excellence ka peecha karo…success jhakh marke peeche aayegi.”

Mary kom

Priyanka Chopra“Kisi ko Itna bhi mat darao .. Ki darr hi Khatam ho jaye.

Chak de india

Shahrukh khan Vaar karna hai toh samne wale ke goal par nahi,samne wale ke dimag par karo. Goal khud ba khud ho jayega

Lunch Box

Irfan KhanSometimes even the wrong train takes us to the right station.

Lagaan

Aamir khanChulhe Se roti nikale ke liye,chimte ko apna mooh jalahe padi

Rocket Singh

Ranveer KapoorRisk toh Spiderman ko bhi lena padta hai,main to fir bhi salesman hun.

Manjhi

Nawazuddin Siddiquibhagwan  ke bharose mat beitho, kya pata vo tumhare bharosebetha ho

Jannat

Emran HashmiJoh haarta hai, wohi toh jeetne ka matlab jaanta hai

Koi Mil Gaya


Hrithik roshanComputer ne insaan ko nahi banaya hai ... insaan ne computer ko banaya hai ... is liye joh dimaag kar sakta hai, woh aapka computer nahi kar sakta hai

Happy New Year

Shahrukh KhanRoti ke bina insaan chaar hafte jee sakta hai, pani ke bina chaar din aur hawa ke bina shayad chaar minute ... lekin umeed ke bina insaan chaar second bhi nahi jee sakta hai
Share this article